Welcome to my blog!

Meet the Author

Hello Guys,i am Vicky.Professionally i am an Electrical Engineer but passionately i am a blogger.

Looking for something?

Subscribe to this blog!

Receive the latest posts by email. Just enter your email below if you want to subscribe!

Showing posts with label poem in hindi. Show all posts
Showing posts with label poem in hindi. Show all posts

Monday 20 April 2015

woh school time-poem

Aisa nahi ki ye zindgi buri hai, par school
or
college life ki baat kuch aur hai..
.
Aisa nahi ki ab hasi nahi aati,
par dosto me beth kar khil khilane wali baat
aur hai..
.
Aisa nahi ki ab tension se raat nahi guzarti,
par exams ki raato me jagne wali baat
aur hai..
.
Aisa nahi ki aage aa kar kuch hasil nahi kiya ho,
par passing marks le kar party udane wali baat
aur hai...
.
Aisa nahi ki ab zindgi nahi kat rahi hai,
par dosto me zindgi jine ki baat hi kuch aur hai..
Read More »

Wednesday 22 October 2014

Teri bewafai-poem

Behti chali me uski ore,najane woh kaun si nadi thi,
Hasti rehti thi uske hi khwabo me,na jane woh kya  ehsas thi,
As adhura lage mujhe sab uske bina,
Jaise bhari mehfil me tanha khada.

Kyun chhod diya mujhe kya meri galti thi.

Yuh toh bahat si burai thi mujhme par chahat toh sacha tha,
usi pe hi yeh dil mere harpal  marta tha,

Ek toh wajah bata dete k mujhse dur honeka,

Bahana kya tha.

Aj v hun sineme woh dard liye,
 joh usne mujhe bewafai me diya tha
Par aj v me use chahta hun woh pehle ki tarah,
Aur sochta hun k kahin se ake phir thame  woh hath mera………




Read More »

Sunday 14 September 2014

KOI JANENA-LOVE POEM IN HINDI

Koi janena jo khwab main dekh ta hun,
Koi janena jo sukun dilse leta hun,
uski hasi bas gayi he dil me is tarah,
Koi jane na kyun me dard me v khush hone laga hun.

Woh jo pehli nazar mili thi unse,
jo woh dhire se sharmai thi mujhse,
main toh dekh ta hi reh gaya uss noor ko,
koi jaanena,kya halat hua he tabse.

Ek hi dua he aur tamana he rab,
ek baar usse miwade mujhse chahun bas,
woh khogayi he kahan,pata nehi.
koi janena,usske woger me jinda hun ya nehi.
dedicate to my love
Read More »

Saturday 6 September 2014

KYUN-POEM IN HINDI

Teri haar manzil milti hai meri manzil se...
Par tum khushi me ho khamosh kyun...
Tere haar dard ko mitadeti hu apne ansu bahakar...
Tu itna beparwah kyun...
Likhti rahu me raat din tere liye...
Tu andekha kyun...
Smjati hu mere haar jazabaat...
Tu itna nasamj kyun...
Karti hu tujse mohabbat me apne ap se jyada 
par tu mujhse itna khafa-khafa kyun??

Read More »